2008
20
Jul
Logon Ka Haal Yeh Hai K
Museebat K Baad
Jab Hum In Ko Rehmat Ka Maza Chakhatay Hain
Tou Foran Hi Who
Hamari Nishanion Kay Mamlay Main
Chaal Bazi Shuru Kar Detay Hain
In Say Kaho ALLAH Apni Chal Bazion Main
Tum Say Ziada Taiz Hai
UsĀ K Farishtay Tumhari Makkarion
Ko Qalam Bund Kar Rahay Hain
Popularity: 2%

(+5 rating, 1 votes)