2008
10
Jun
Al-Quran:
Bila Shuba Allah Shirk Ko Kabhi Muaf
Na Karega Aur
Iske Ilawa Woh Jisey Chahai Muaf Kar Deta Hai
(An-Nisa ,Ayat48)
Al-Quran:
Jisne Allah Ke Saath Shirk Kia
Isper
Allah Ta’la Ne Jannat Haram Kerdi
Aur Iska Thikana Jahannam Hai
(Surah Al Maidah , Ayat 72)
Hadees:
Abi Derda Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai Ke
Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya:
Allah Ta’la Ke Saath Kisi Ko Shareek Na Tehrana
Khuwa Tumhain Kaat Dia Jae
Ya Jala Dia Jae
(Ibn-E-Maja)
Popularity: 5%

(+5 rating, 1 votes)