2008
10
Aug
Al-Quran:
Kash Aap Zaalimo Ko Dekhain
Jab Woh Maut Ki Sakhtion Main Hotey Hain
(Allah Fermaega)
Tum Hamarey Paas Akeley Hee Aa Gae
Jaisa Ke Humney Tumhain Pehli Bar Paida Kia Tha
Aur Jo Humney Tumhain Ataa Kia Tha
Sub Peehey Chor Aae Ho
Hum Tumharey Saath Tumharey Woh Sifaarshi Nahi Dekh Rahey
Jinke Muta’liq Tumhara Khayaal Tha
Ke Tumharey Muamlaat Main Shareek Allah Hain
Ab Tumharey Dermian Raabta Kut Chuka Hai
(Al-An’aam, V# 93, 94)
Popularity: 5%

(+5 rating, 1 votes)